Surah Al-Maeda Verse 54 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Maedaيَـٰٓأَيُّهَا ٱلَّذِينَ ءَامَنُواْ مَن يَرۡتَدَّ مِنكُمۡ عَن دِينِهِۦ فَسَوۡفَ يَأۡتِي ٱللَّهُ بِقَوۡمٖ يُحِبُّهُمۡ وَيُحِبُّونَهُۥٓ أَذِلَّةٍ عَلَى ٱلۡمُؤۡمِنِينَ أَعِزَّةٍ عَلَى ٱلۡكَٰفِرِينَ يُجَٰهِدُونَ فِي سَبِيلِ ٱللَّهِ وَلَا يَخَافُونَ لَوۡمَةَ لَآئِمٖۚ ذَٰلِكَ فَضۡلُ ٱللَّهِ يُؤۡتِيهِ مَن يَشَآءُۚ وَٱللَّهُ وَٰسِعٌ عَلِيمٌ
Aey logon jo iman laye ho, agar tum mein se koi apne deen se phirta hai (to phir jaye) Allah aur bhut se log aisey paida kardega jo Allah ko mehboob honge aur Allah unko mehboob hoga, jo momino par narm aur kuffar par sakht honge, jo Allah ki raah mein jidd o jahad karenge aur kisi malamat karne waley ki malamat se na darenge. Yeh Allah ka fazal hai, jisey chahta hai ata karta hai. Allah waseeh zaraye ka malik hai aur sab kuch jaanta hai