Surah Al-Maeda Verse 54 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Maedaيَـٰٓأَيُّهَا ٱلَّذِينَ ءَامَنُواْ مَن يَرۡتَدَّ مِنكُمۡ عَن دِينِهِۦ فَسَوۡفَ يَأۡتِي ٱللَّهُ بِقَوۡمٖ يُحِبُّهُمۡ وَيُحِبُّونَهُۥٓ أَذِلَّةٍ عَلَى ٱلۡمُؤۡمِنِينَ أَعِزَّةٍ عَلَى ٱلۡكَٰفِرِينَ يُجَٰهِدُونَ فِي سَبِيلِ ٱللَّهِ وَلَا يَخَافُونَ لَوۡمَةَ لَآئِمٖۚ ذَٰلِكَ فَضۡلُ ٱللَّهِ يُؤۡتِيهِ مَن يَشَآءُۚ وَٱللَّهُ وَٰسِعٌ عَلِيمٌ
ae iman walo tum mein se jo shaqs apne deen se phir jae,tuh Allah tala bahuth jald aisi khaom ko laega jo Allah ki mehbob hogi aur wo bhi Allah se muhabbath rakhti hogi,wo narm dil honge musalmano par aur saqth aur tez honge kuffar par,Allah ki rah mein jihad karenge aur kisi malamath karne wale ki malamath ki parwah bhi na karenge,ye hai Allah tala ka fazl,jise chahe de,Allah tala badi wus-ath wala aur zabardast ilm wala hai