Surah Al-Maeda Verse 60 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Maedaقُلۡ هَلۡ أُنَبِّئُكُم بِشَرّٖ مِّن ذَٰلِكَ مَثُوبَةً عِندَ ٱللَّهِۚ مَن لَّعَنَهُ ٱللَّهُ وَغَضِبَ عَلَيۡهِ وَجَعَلَ مِنۡهُمُ ٱلۡقِرَدَةَ وَٱلۡخَنَازِيرَ وَعَبَدَ ٱلطَّـٰغُوتَۚ أُوْلَـٰٓئِكَ شَرّٞ مَّكَانٗا وَأَضَلُّ عَن سَوَآءِ ٱلسَّبِيلِ
keh dijiye ke kya mein tumhe batao?ke is se bhi zyada bore ajr pane wala Allah tala ke nazdik kaun hai ? wo jis par Allah tala ne lanath ki aur us par wo ghussa hoa aur un mein se baz ko bandar aur suwwar bana diya aur jinhone mabodaane batil ki parastish ki yahi log budh’tar darje wale hai aur yahi rahe rasth se bahuth zyada bhatakne wale hai