Surah Al-Maeda Verse 64 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Maedaوَقَالَتِ ٱلۡيَهُودُ يَدُ ٱللَّهِ مَغۡلُولَةٌۚ غُلَّتۡ أَيۡدِيهِمۡ وَلُعِنُواْ بِمَا قَالُواْۘ بَلۡ يَدَاهُ مَبۡسُوطَتَانِ يُنفِقُ كَيۡفَ يَشَآءُۚ وَلَيَزِيدَنَّ كَثِيرٗا مِّنۡهُم مَّآ أُنزِلَ إِلَيۡكَ مِن رَّبِّكَ طُغۡيَٰنٗا وَكُفۡرٗاۚ وَأَلۡقَيۡنَا بَيۡنَهُمُ ٱلۡعَدَٰوَةَ وَٱلۡبَغۡضَآءَ إِلَىٰ يَوۡمِ ٱلۡقِيَٰمَةِۚ كُلَّمَآ أَوۡقَدُواْ نَارٗا لِّلۡحَرۡبِ أَطۡفَأَهَا ٱللَّهُۚ وَيَسۡعَوۡنَ فِي ٱلۡأَرۡضِ فَسَادٗاۚ وَٱللَّهُ لَا يُحِبُّ ٱلۡمُفۡسِدِينَ
aur yahodiyo ne kaha ke Allah ta’ala ke haath baandhe hoye hai, un hee ke haath baandhe hoye hai aur un ke is khaul ki wajeh se un par laanath ki gayi, balke Allah ta’ala ke duno haath khule hoye hai, jis taraah chaahta hai qarch karta hai aur jo kuch teri taraf tere rab ki jaanib se utaara jaata hai wo un mein se aksar ko to sarkashi aur kufr mein aur bada deta hai, aur hum ne un mein aapas mein hee qayaamath tak ke liye adaawath aur baghz daal diya hai,wo jab kabhi ladaayi ki aag ko bhadkaana chaahte hai to Allah ta’ala ose boja deta hai, ye mulk bhar mein shar wa fasaad machaate phirte hai aur Allah ta’ala fasaadiyo se muhabbath nahi karta