Surah Al-Maeda Verse 66 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Maedaوَلَوۡ أَنَّهُمۡ أَقَامُواْ ٱلتَّوۡرَىٰةَ وَٱلۡإِنجِيلَ وَمَآ أُنزِلَ إِلَيۡهِم مِّن رَّبِّهِمۡ لَأَكَلُواْ مِن فَوۡقِهِمۡ وَمِن تَحۡتِ أَرۡجُلِهِمۚ مِّنۡهُمۡ أُمَّةٞ مُّقۡتَصِدَةٞۖ وَكَثِيرٞ مِّنۡهُمۡ سَآءَ مَا يَعۡمَلُونَ
Kaash inhon ne Taurat aur Injeel aur un dusri kitaabon ko qayam kiya hota jo inke Rubb ki taraf se inke paas bheji gayi thi. Aisa karte to inke liye upar se rizq barasta aur nichey se ubalta ,agarche inmein kuch log raast-ro bhi hain lekin inki aksariyat sakht badh-amal hai