Surah Al-Maeda Verse 69 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Maedaإِنَّ ٱلَّذِينَ ءَامَنُواْ وَٱلَّذِينَ هَادُواْ وَٱلصَّـٰبِـُٔونَ وَٱلنَّصَٰرَىٰ مَنۡ ءَامَنَ بِٱللَّهِ وَٱلۡيَوۡمِ ٱلۡأٓخِرِ وَعَمِلَ صَٰلِحٗا فَلَا خَوۡفٌ عَلَيۡهِمۡ وَلَا هُمۡ يَحۡزَنُونَ
yaqeen jaano ke yahan ijara (exclusive claim to the truth) kisi ka bhi nahin hai) musalman ho ya yahudi, sabiy (sabiyans) hon ya Isayi (Christians), jo bhi Allah aur roz e aakhir par iman layega aur neik amal karega, beshak uske liye na kisi khauf ka muqaam hai na ranjj ka