Surah Al-Maeda Verse 71 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Maedaوَحَسِبُوٓاْ أَلَّا تَكُونَ فِتۡنَةٞ فَعَمُواْ وَصَمُّواْ ثُمَّ تَابَ ٱللَّهُ عَلَيۡهِمۡ ثُمَّ عَمُواْ وَصَمُّواْ كَثِيرٞ مِّنۡهُمۡۚ وَٱللَّهُ بَصِيرُۢ بِمَا يَعۡمَلُونَ
aur samajh baithe ke koyi pakad na hogi, pas andhe bhaire ban baithe, phir Allah ta’ala ne un ki tauba qubool ki, us ke baadh bhi un mein se aksar andhe bhaire ho gae, Allah ta’ala un ke amaal ko ba-qoobi dekhne waala hai