Surah Al-Maeda Verse 71 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Maedaوَحَسِبُوٓاْ أَلَّا تَكُونَ فِتۡنَةٞ فَعَمُواْ وَصَمُّواْ ثُمَّ تَابَ ٱللَّهُ عَلَيۡهِمۡ ثُمَّ عَمُواْ وَصَمُّواْ كَثِيرٞ مِّنۡهُمۡۚ وَٱللَّهُ بَصِيرُۢ بِمَا يَعۡمَلُونَ
Aur apne nazdeek yeh samajhe ke koi fitna runama na hoga, isliye andhey aur behre ban gaye, phir Allah ne unhein maaf kiya to unmein se aksar log aur zyada andhey aur behre bantey chale gaye. Allah unki yeh sab harakaat dekhta raha hai