Surah Al-Maeda Verse 75 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Maedaمَّا ٱلۡمَسِيحُ ٱبۡنُ مَرۡيَمَ إِلَّا رَسُولٞ قَدۡ خَلَتۡ مِن قَبۡلِهِ ٱلرُّسُلُ وَأُمُّهُۥ صِدِّيقَةٞۖ كَانَا يَأۡكُلَانِ ٱلطَّعَامَۗ ٱنظُرۡ كَيۡفَ نُبَيِّنُ لَهُمُ ٱلۡأٓيَٰتِ ثُمَّ ٱنظُرۡ أَنَّىٰ يُؤۡفَكُونَ
Maseeh ibne Mariyam iske siwa kuch nahin ke bas ek Rasool tha, ussey pehle aur bhi bahut se Rasool guzar chuke thay, uski Maa ek raast-baaz(righteous) aurat thi, aur woh dono khana khate thay, dekho hum kis tarah inke saamne haqeeqat ki nishaniyan wazeh karte hain, phir dekho yeh kidhar ulte phire jatey hain