Surah Al-Maeda Verse 75 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Maedaمَّا ٱلۡمَسِيحُ ٱبۡنُ مَرۡيَمَ إِلَّا رَسُولٞ قَدۡ خَلَتۡ مِن قَبۡلِهِ ٱلرُّسُلُ وَأُمُّهُۥ صِدِّيقَةٞۖ كَانَا يَأۡكُلَانِ ٱلطَّعَامَۗ ٱنظُرۡ كَيۡفَ نُبَيِّنُ لَهُمُ ٱلۡأٓيَٰتِ ثُمَّ ٱنظُرۡ أَنَّىٰ يُؤۡفَكُونَ
Masih ibn Maryam siva paighambar hone ke aur kuch bhi nahi, us se pehle bhi bahuth se paighambar ho chuke hai, un ki waaleda ek raasth baaz aurath thi, duno maa bete khaana khaaya karte thein, aap dekhiye ke kis tarah hum un ke saamne dalile rakhte hai, phir ghaur ki jiye ke kis tarah wo phire jaate hai