Surah Al-Maeda Verse 93 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Maedaلَيۡسَ عَلَى ٱلَّذِينَ ءَامَنُواْ وَعَمِلُواْ ٱلصَّـٰلِحَٰتِ جُنَاحٞ فِيمَا طَعِمُوٓاْ إِذَا مَا ٱتَّقَواْ وَّءَامَنُواْ وَعَمِلُواْ ٱلصَّـٰلِحَٰتِ ثُمَّ ٱتَّقَواْ وَّءَامَنُواْ ثُمَّ ٱتَّقَواْ وَّأَحۡسَنُواْۚ وَٱللَّهُ يُحِبُّ ٱلۡمُحۡسِنِينَ
aise logo par jo ke imaan rakhte ho aur nek kaam karte ho, us cheez mein koyi gunaah nahi jis ko wo khaate peete ho, jab ke wo log taqwa rakhte ho aur imaan rakhte ho aur nek kaam karte ho phir parhezgaari karte ho aur imaan rakhte ho phir parhezgaari karte ho aur qoob nek amal karte ho, Allah aise nekokaaro se muhabbath rakhta hai