Surah Al-Maeda Verse 97 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Maeda۞جَعَلَ ٱللَّهُ ٱلۡكَعۡبَةَ ٱلۡبَيۡتَ ٱلۡحَرَامَ قِيَٰمٗا لِّلنَّاسِ وَٱلشَّهۡرَ ٱلۡحَرَامَ وَٱلۡهَدۡيَ وَٱلۡقَلَـٰٓئِدَۚ ذَٰلِكَ لِتَعۡلَمُوٓاْ أَنَّ ٱللَّهَ يَعۡلَمُ مَا فِي ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَمَا فِي ٱلۡأَرۡضِ وَأَنَّ ٱللَّهَ بِكُلِّ شَيۡءٍ عَلِيمٌ
Allah ne makaan e mohtaram, Kaaba ko logon ke liye (ijtimayi zindagi ke) qayam ka zariya banaya aur maah e haraam aur qurbani ke jaanwaron aur qaladon[garlands (by which they are identified)] ko bhi (is kaam mein muawin bana diya) taa-ke tumhein maloom ho jaye ke Allah aasmaano aur zameen ke sab haalaat se bakhabar hai aur usey har cheez ka ilam hai