Surah Al-Maeda Verse 97 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Maeda۞جَعَلَ ٱللَّهُ ٱلۡكَعۡبَةَ ٱلۡبَيۡتَ ٱلۡحَرَامَ قِيَٰمٗا لِّلنَّاسِ وَٱلشَّهۡرَ ٱلۡحَرَامَ وَٱلۡهَدۡيَ وَٱلۡقَلَـٰٓئِدَۚ ذَٰلِكَ لِتَعۡلَمُوٓاْ أَنَّ ٱللَّهَ يَعۡلَمُ مَا فِي ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَمَا فِي ٱلۡأَرۡضِ وَأَنَّ ٱللَّهَ بِكُلِّ شَيۡءٍ عَلِيمٌ
Allah ne kaabe ko, jo ke adab ka makaan hai logo ke qaayem rehne ka sabab qaraar de diya aur izzath waale mahine ko bhi aur haram mein qurbaani hone waale jaanwar ko bhi aur un jaanwaro ko bhi jin ke gale mein patthe ho, ye is liye ta ke tum us baath ka yaqeen karlo ke be-shak Allah tamaam aasmaano aur zameen ke andar ki chizo ka ilm rakhta hai aur be-shak Allah sab chizo ko qoob jaanta hai