Surah Al-Hashr Verse 8 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Hashrلِلۡفُقَرَآءِ ٱلۡمُهَٰجِرِينَ ٱلَّذِينَ أُخۡرِجُواْ مِن دِيَٰرِهِمۡ وَأَمۡوَٰلِهِمۡ يَبۡتَغُونَ فَضۡلٗا مِّنَ ٱللَّهِ وَرِضۡوَٰنٗا وَيَنصُرُونَ ٱللَّهَ وَرَسُولَهُۥٓۚ أُوْلَـٰٓئِكَ هُمُ ٱلصَّـٰدِقُونَ
(Neiz woh maal) un gareeb muhajireen ke liye hai jo apne gharon aur jaidaadon se nikaal bahar kiye gaye hain. Yeh log Allah ka fazal aur uski khushnudi chahte hain aur Allah aur uske Rasool ki himayat par qamar-basta rehte hai. Yahi raast baaz ( truthful ) log hain