Surah Al-Hashr Verse 8 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Hashrلِلۡفُقَرَآءِ ٱلۡمُهَٰجِرِينَ ٱلَّذِينَ أُخۡرِجُواْ مِن دِيَٰرِهِمۡ وَأَمۡوَٰلِهِمۡ يَبۡتَغُونَ فَضۡلٗا مِّنَ ٱللَّهِ وَرِضۡوَٰنٗا وَيَنصُرُونَ ٱللَّهَ وَرَسُولَهُۥٓۚ أُوْلَـٰٓئِكَ هُمُ ٱلصَّـٰدِقُونَ
(fay ka maal1) un muhaajiro miskino ke liye hai, jo apne gharo se aur apne maalo se nikaal diye gaye hai, wo Allah ke fazl aur us ki raza mandhi ke talab gaar hai aur Allah ta’ala ki aur us ke rasool ki madad karte hai, yahi raasth baaz log hai