Surah Al-Anaam Verse 122 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamأَوَمَن كَانَ مَيۡتٗا فَأَحۡيَيۡنَٰهُ وَجَعَلۡنَا لَهُۥ نُورٗا يَمۡشِي بِهِۦ فِي ٱلنَّاسِ كَمَن مَّثَلُهُۥ فِي ٱلظُّلُمَٰتِ لَيۡسَ بِخَارِجٖ مِّنۡهَاۚ كَذَٰلِكَ زُيِّنَ لِلۡكَٰفِرِينَ مَا كَانُواْ يَعۡمَلُونَ
aisa shaqs jo pehle murda tha phir hum ne us ko zinda kar diya aur hum ne us ko ek aisa noor de diya ke wo us ko liye hoye aadmiyo mein chalta phirta hai, kya aisa shaqs us shaqs ki tarah ho sakta hai? jo taarikiyo se nikal hee nahi paata, isi tarah kaafiro ko un ke amaal khush-numa maloom hoa karte hai