Surah Al-Anaam Verse 122 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Anaamأَوَمَن كَانَ مَيۡتٗا فَأَحۡيَيۡنَٰهُ وَجَعَلۡنَا لَهُۥ نُورٗا يَمۡشِي بِهِۦ فِي ٱلنَّاسِ كَمَن مَّثَلُهُۥ فِي ٱلظُّلُمَٰتِ لَيۡسَ بِخَارِجٖ مِّنۡهَاۚ كَذَٰلِكَ زُيِّنَ لِلۡكَٰفِرِينَ مَا كَانُواْ يَعۡمَلُونَ
Kya woh shaks jo pehle murda tha phir humne usey zindagi bakhsi aur usko woh roshni ata ki jiske ujale mein woh logon ke darmiyan zindagi ki raah tai karta hai, us shaks ki tarah ho sakta hai jo tareekiyon (darkness) mein pada hua ho aur kisi tarah unsey na nikalta ho? Kaafiron ke liye to isi tarah unke aamal khushnuma bana diye gaye hain