Surah Al-Anaam Verse 124 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamوَإِذَا جَآءَتۡهُمۡ ءَايَةٞ قَالُواْ لَن نُّؤۡمِنَ حَتَّىٰ نُؤۡتَىٰ مِثۡلَ مَآ أُوتِيَ رُسُلُ ٱللَّهِۘ ٱللَّهُ أَعۡلَمُ حَيۡثُ يَجۡعَلُ رِسَالَتَهُۥۗ سَيُصِيبُ ٱلَّذِينَ أَجۡرَمُواْ صَغَارٌ عِندَ ٱللَّهِ وَعَذَابٞ شَدِيدُۢ بِمَا كَانُواْ يَمۡكُرُونَ
aur jab un ko koyi ayath pahonchti hai to, yo kehte hai ke hum har-giz imaan na layenge jab tak ke hum ko bhi aisi hee cheez na di jaaye jo Allah ke rasulo ko di jaati hai, us mauqe ko to Allah hee qoob jaanta hai ke kaha wo apni paighambari rakhe? An-qareeb un logo ko jinhone jurm kiya hai Allah ke paas pahonch kar zillath pahonchegi aur un ki sharaarato ke muqaable mein sazaaye saqt