Surah Al-Anaam Verse 125 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamفَمَن يُرِدِ ٱللَّهُ أَن يَهۡدِيَهُۥ يَشۡرَحۡ صَدۡرَهُۥ لِلۡإِسۡلَٰمِۖ وَمَن يُرِدۡ أَن يُضِلَّهُۥ يَجۡعَلۡ صَدۡرَهُۥ ضَيِّقًا حَرَجٗا كَأَنَّمَا يَصَّعَّدُ فِي ٱلسَّمَآءِۚ كَذَٰلِكَ يَجۡعَلُ ٱللَّهُ ٱلرِّجۡسَ عَلَى ٱلَّذِينَ لَا يُؤۡمِنُونَ
so jis shaqs ko Allah ta’ala raaste par daalna chaahe us ke sine ko islam ke liye kushaada kar deta hai aur jis ko be-raah rakhna chaahe us ke sine ko bahuth tang kar deta hai jaise koyi asmaan mein chadta hai, isi tarah Allah ta’ala imaan na laane waalo par na-paaki musallath kar deta hai