Surah Al-Anaam Verse 125 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Anaamفَمَن يُرِدِ ٱللَّهُ أَن يَهۡدِيَهُۥ يَشۡرَحۡ صَدۡرَهُۥ لِلۡإِسۡلَٰمِۖ وَمَن يُرِدۡ أَن يُضِلَّهُۥ يَجۡعَلۡ صَدۡرَهُۥ ضَيِّقًا حَرَجٗا كَأَنَّمَا يَصَّعَّدُ فِي ٱلسَّمَآءِۚ كَذَٰلِكَ يَجۡعَلُ ٱللَّهُ ٱلرِّجۡسَ عَلَى ٱلَّذِينَ لَا يُؤۡمِنُونَ
Pas (yeh haqeeqat hai ke) jisye Allah hidayat bakshne ka irada karta hai uska seena Islam ke liye khol deta hai aur jisey gumraahi mein daalne ka irada karta hai uske seene ko tangg kardeta hai aur aisa bhinchta hai ke (Islam ka tasavvur karte hi) usey yun maloom honay lagta hai ke goya uski rooh aasman ki taraf parwaz kar rahi hai. Is tarah Allah (haqq se faraar aur nafrat ki) napaaki un logon par musallat kardeta hai jo iman nahin latey