Surah Al-Anaam Verse 124 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Anaamوَإِذَا جَآءَتۡهُمۡ ءَايَةٞ قَالُواْ لَن نُّؤۡمِنَ حَتَّىٰ نُؤۡتَىٰ مِثۡلَ مَآ أُوتِيَ رُسُلُ ٱللَّهِۘ ٱللَّهُ أَعۡلَمُ حَيۡثُ يَجۡعَلُ رِسَالَتَهُۥۗ سَيُصِيبُ ٱلَّذِينَ أَجۡرَمُواْ صَغَارٌ عِندَ ٱللَّهِ وَعَذَابٞ شَدِيدُۢ بِمَا كَانُواْ يَمۡكُرُونَ
Jab unke samne koi ayat aati hai to woh kehte hain “hum na manenge jab tak ke woh cheez khud humko na di jaye jo Allah ke Rasoolon ko di gayi hai”. Allah zyada behtar jaanta hai ke apni paighambari ka kaam kissey ley aur kis tarah ley. kareeb hai woh waqt jab yeh mujreem apni makkariyon ki padash mein Allah ke haan zillat aur sakht azaab se do-char honge