Surah Al-Anaam Verse 140 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamقَدۡ خَسِرَ ٱلَّذِينَ قَتَلُوٓاْ أَوۡلَٰدَهُمۡ سَفَهَۢا بِغَيۡرِ عِلۡمٖ وَحَرَّمُواْ مَا رَزَقَهُمُ ٱللَّهُ ٱفۡتِرَآءً عَلَى ٱللَّهِۚ قَدۡ ضَلُّواْ وَمَا كَانُواْ مُهۡتَدِينَ
waqeyi qaraabi mein pad gaye wo log jinhone apni aulaad ko mahez baraahe himaaqath bina kisi sanadh ke qatl kar daala aur jo chize un ko Allah ne khaane pine ko di thi un ko haraam kar liya, mahez Allah par iftera baandhne ke taur par, be-shak ye log gumraahi mein pad gaye aur kabi raahe raasth par chalne waale nahi hoye