Surah Al-Anaam Verse 140 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Anaamقَدۡ خَسِرَ ٱلَّذِينَ قَتَلُوٓاْ أَوۡلَٰدَهُمۡ سَفَهَۢا بِغَيۡرِ عِلۡمٖ وَحَرَّمُواْ مَا رَزَقَهُمُ ٱللَّهُ ٱفۡتِرَآءً عَلَى ٱللَّهِۚ قَدۡ ضَلُّواْ وَمَا كَانُواْ مُهۡتَدِينَ
Yaqeenan khasare(nuksan) mein padh gaye woh log jinhon ne apni aulad ko jihalat (ignorance) o nadaani ki bina par qatal kiya aur Allah ke diye huye rizq ko Allah par iftara pardazi karke haraam thehra liya, yaqeenan woh bhatak gaye aur hargiz woh raah e raast paney walon mein se na thay