Surah Al-Anaam Verse 141 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Anaam۞وَهُوَ ٱلَّذِيٓ أَنشَأَ جَنَّـٰتٖ مَّعۡرُوشَٰتٖ وَغَيۡرَ مَعۡرُوشَٰتٖ وَٱلنَّخۡلَ وَٱلزَّرۡعَ مُخۡتَلِفًا أُكُلُهُۥ وَٱلزَّيۡتُونَ وَٱلرُّمَّانَ مُتَشَٰبِهٗا وَغَيۡرَ مُتَشَٰبِهٖۚ كُلُواْ مِن ثَمَرِهِۦٓ إِذَآ أَثۡمَرَ وَءَاتُواْ حَقَّهُۥ يَوۡمَ حَصَادِهِۦۖ وَلَا تُسۡرِفُوٓاْۚ إِنَّهُۥ لَا يُحِبُّ ٱلۡمُسۡرِفِينَ
Woh Allah hi hai jisne tarah tarah ke baagh aur taakistaan aur nakhlastan (the trellised and untrellised) paida kiye, khetiyan ugayi jinse qisam qisam ke makulaat haasil hotey hain (palm trees, and crops, all varying in taste) , zaitoon aur anaar ke darakht paida kiye jinke phal surat mein mushabeh (similar) aur mazey (taste) mein mukhtalif hotey hain. Khao unki paidawaar jabke yeh phalein, aur Allah ka haqq ada karo jab iski fasal kaato, aur hadd se na guzro ke Allah hadd se guzarne walon ko pasand nahin karta