Surah Al-Anaam Verse 150 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamقُلۡ هَلُمَّ شُهَدَآءَكُمُ ٱلَّذِينَ يَشۡهَدُونَ أَنَّ ٱللَّهَ حَرَّمَ هَٰذَاۖ فَإِن شَهِدُواْ فَلَا تَشۡهَدۡ مَعَهُمۡۚ وَلَا تَتَّبِعۡ أَهۡوَآءَ ٱلَّذِينَ كَذَّبُواْ بِـَٔايَٰتِنَا وَٱلَّذِينَ لَا يُؤۡمِنُونَ بِٱلۡأٓخِرَةِ وَهُم بِرَبِّهِمۡ يَعۡدِلُونَ
aap kahiye ke apne gawaaho ko laao jo is baath par shahaadath de ke Allah ne un chizo ko haraam kar diya hai phir agar wo gawaahi de de, to aap us ki shahaadath na di jiye aur aise logo ke baatil qayalaath ka itteba math ki jiye! jo hamaari aayato ki takzeeb karte hai aur wo jo aaqirath par imaan nahi rakhte, aur wo apne rab ke baraabar dosro ko tehraate hai