Surah Al-Anaam Verse 52 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamوَلَا تَطۡرُدِ ٱلَّذِينَ يَدۡعُونَ رَبَّهُم بِٱلۡغَدَوٰةِ وَٱلۡعَشِيِّ يُرِيدُونَ وَجۡهَهُۥۖ مَا عَلَيۡكَ مِنۡ حِسَابِهِم مِّن شَيۡءٖ وَمَا مِنۡ حِسَابِكَ عَلَيۡهِم مِّن شَيۡءٖ فَتَطۡرُدَهُمۡ فَتَكُونَ مِنَ ٱلظَّـٰلِمِينَ
aur un logo ko na nikaale jo subaah wa shaam apne parvardigaar ki ibaadath karte hai, qaas osi ki raza-mandi ka qasd rakhte hai, un ka hisaab zara bhi aap ke mutaalleq nahi aur aap ka hisaab zara bhi un ke mutaalleq nahi ke aap un ko nikaal de, warna aap zulm karne waalo mein se ho jayenge