Surah Al-Anaam Verse 53 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamوَكَذَٰلِكَ فَتَنَّا بَعۡضَهُم بِبَعۡضٖ لِّيَقُولُوٓاْ أَهَـٰٓؤُلَآءِ مَنَّ ٱللَّهُ عَلَيۡهِم مِّنۢ بَيۡنِنَآۗ أَلَيۡسَ ٱللَّهُ بِأَعۡلَمَ بِٱلشَّـٰكِرِينَ
aur isi tarah hum ne baaz ko baaz ke zariye se azmaayesh mein daal rakha hai ta ke ye log kaha kare, kya ye log hai ke hum sab mein se in par Allah ta’ala ne fazal kiya hai, kya ye baath nahi hai ke Allah ta’ala shukar guzaaro ko qoob jaanta hai