Surah Al-Anaam Verse 54 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamوَإِذَا جَآءَكَ ٱلَّذِينَ يُؤۡمِنُونَ بِـَٔايَٰتِنَا فَقُلۡ سَلَٰمٌ عَلَيۡكُمۡۖ كَتَبَ رَبُّكُمۡ عَلَىٰ نَفۡسِهِ ٱلرَّحۡمَةَ أَنَّهُۥ مَنۡ عَمِلَ مِنكُمۡ سُوٓءَۢا بِجَهَٰلَةٖ ثُمَّ تَابَ مِنۢ بَعۡدِهِۦ وَأَصۡلَحَ فَأَنَّهُۥ غَفُورٞ رَّحِيمٞ
aur ye log jab aap ke paas aaye jo hamaari aayato par imaan rakhte hai to (yo) keh di jiye ke tum par salaamti hai, tumhaare rab ne meherbaani farmaana apne zimme muqarrar kar liya hai, ke jo shaqs tum mein se bora kaam kar baithe jahaalath se phir wo us ke baadh tauba karle aur islaah rakhe to Allah (ki ye shaan hai ke wo) badi maghfirath karne waala hai badi rehmath waala hai