Surah Al-Anaam Verse 53 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Anaamوَكَذَٰلِكَ فَتَنَّا بَعۡضَهُم بِبَعۡضٖ لِّيَقُولُوٓاْ أَهَـٰٓؤُلَآءِ مَنَّ ٱللَّهُ عَلَيۡهِم مِّنۢ بَيۡنِنَآۗ أَلَيۡسَ ٱللَّهُ بِأَعۡلَمَ بِٱلشَّـٰكِرِينَ
Dar-asal humne is tarah in logon mein se baaz ko baaz ke zariye se aazmaish mein dala hai taa-ke woh inhein dekh kar kahein “ kya yeh hain woh log jinpar hamare darmiyan Allah ka fazal o karam hua hai?” Haan ! kya khuda apne shukar guzar bandon ko inse zyada nahin jaanta hai