Surah Al-Anaam Verse 68 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Anaamوَإِذَا رَأَيۡتَ ٱلَّذِينَ يَخُوضُونَ فِيٓ ءَايَٰتِنَا فَأَعۡرِضۡ عَنۡهُمۡ حَتَّىٰ يَخُوضُواْ فِي حَدِيثٍ غَيۡرِهِۦۚ وَإِمَّا يُنسِيَنَّكَ ٱلشَّيۡطَٰنُ فَلَا تَقۡعُدۡ بَعۡدَ ٱلذِّكۡرَىٰ مَعَ ٱلۡقَوۡمِ ٱلظَّـٰلِمِينَ
Aur (aey Muhammad)! Jab tum dekho ke log hamari aayat par nukhta chiniyan (engaged in blasphemy) kar rahey hain to unke paas se hat jao yahan tak ke woh is guftagu ko chodh kar dusri baaton mein lag jayein aur agar kabhi shaytan tumhein bhulawe mein daal de to jis waqt tumhein is galati ka ehsaas ho jaye uske baad phir aisey zalim logon ke paas na baitho