وَمَا عَلَى ٱلَّذِينَ يَتَّقُونَ مِنۡ حِسَابِهِم مِّن شَيۡءٖ وَلَٰكِن ذِكۡرَىٰ لَعَلَّهُمۡ يَتَّقُونَ
Unke hisaab mein se kisi cheez ki zimmedari parheizgaar logon par nahin hai, albatta naseehat karna unka farz hai shayad ke woh galat rawi se bach jayein
Author: Abul Ala Maududi