Surah Al-Anaam Verse 80 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamوَحَآجَّهُۥ قَوۡمُهُۥۚ قَالَ أَتُحَـٰٓجُّوٓنِّي فِي ٱللَّهِ وَقَدۡ هَدَىٰنِۚ وَلَآ أَخَافُ مَا تُشۡرِكُونَ بِهِۦٓ إِلَّآ أَن يَشَآءَ رَبِّي شَيۡـٔٗاۚ وَسِعَ رَبِّي كُلَّ شَيۡءٍ عِلۡمًاۚ أَفَلَا تَتَذَكَّرُونَ
aur un se un ki khaum ne hujjath10 karna shuro ki, aap ne faramaaya kya tum Allah ke maamle mein mujh se hujjath karte ho, halaan ke us ne mujh ko tariqa batla diya hai aur main un chizo se jin ko tum Allah ke saath shareek banaate ho nahi darta, haan agar mera parvardigaar hee koyi amr chaahe, mera parvardigaar har cheez ko apne ilm mein ghere hoye hai, kya tum phir bhi qayaal nahi karte