Surah Al-Anaam Verse 81 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamوَكَيۡفَ أَخَافُ مَآ أَشۡرَكۡتُمۡ وَلَا تَخَافُونَ أَنَّكُمۡ أَشۡرَكۡتُم بِٱللَّهِ مَا لَمۡ يُنَزِّلۡ بِهِۦ عَلَيۡكُمۡ سُلۡطَٰنٗاۚ فَأَيُّ ٱلۡفَرِيقَيۡنِ أَحَقُّ بِٱلۡأَمۡنِۖ إِن كُنتُمۡ تَعۡلَمُونَ
aur main un chizo se kaise daro jin ko tum ne shareek banaaya hai, halaan ke tum us baath se nahi darte ke tum ne Allah ke saath aisi chizo ko shareek teh raaya hai jin par Allah ta’ala ne koyi daleel naazil nahi farmaayi, so in do jamaato mein se aman ka zyaada mus-taheq kaun hai, agar tum qabar rakhte ho