Surah Al-Anaam Verse 81 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Anaamوَكَيۡفَ أَخَافُ مَآ أَشۡرَكۡتُمۡ وَلَا تَخَافُونَ أَنَّكُمۡ أَشۡرَكۡتُم بِٱللَّهِ مَا لَمۡ يُنَزِّلۡ بِهِۦ عَلَيۡكُمۡ سُلۡطَٰنٗاۚ فَأَيُّ ٱلۡفَرِيقَيۡنِ أَحَقُّ بِٱلۡأَمۡنِۖ إِن كُنتُمۡ تَعۡلَمُونَ
Aur aakhir main tumhare thehraye huey shareekon se kaise daroon jabke tum Allah ke saath un cheezon ko khudayi mein shareek banate huey nahin darte jinke liye usne tumpar koi sanad nazil nahin ki hai? Hum dono fareeqon mein se kaun zyada be-khaufi o itminaan ka mustahiq hai? Batao agar tum kuch ilm rakhte ho