Surah Al-Mumtahana Verse 2 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Mumtahanaإِن يَثۡقَفُوكُمۡ يَكُونُواْ لَكُمۡ أَعۡدَآءٗ وَيَبۡسُطُوٓاْ إِلَيۡكُمۡ أَيۡدِيَهُمۡ وَأَلۡسِنَتَهُم بِٱلسُّوٓءِ وَوَدُّواْ لَوۡ تَكۡفُرُونَ
Unka rawayya to yeh hai ke agar tumpar qaabu paa jayein to tumhare saath dushmani karein aur haath aur zuban se tumhein azar (hurt) dein, woh to yeh chahte hain ke tum kisi tarah kafir ho jao