Surah Al-Mumtahana Verse 3 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Mumtahanaلَن تَنفَعَكُمۡ أَرۡحَامُكُمۡ وَلَآ أَوۡلَٰدُكُمۡۚ يَوۡمَ ٱلۡقِيَٰمَةِ يَفۡصِلُ بَيۡنَكُمۡۚ وَٱللَّهُ بِمَا تَعۡمَلُونَ بَصِيرٞ
Qayamat ke din na tumhari rishtedarian kisi kaam aayengi na tumhari aulad. Us roz Allah tumhare darmiyan judaai daal dega. Aur wahi tumhare aamaal ka dekhne wala hai