Surah Al-Araf Verse 101 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Arafتِلۡكَ ٱلۡقُرَىٰ نَقُصُّ عَلَيۡكَ مِنۡ أَنۢبَآئِهَاۚ وَلَقَدۡ جَآءَتۡهُمۡ رُسُلُهُم بِٱلۡبَيِّنَٰتِ فَمَا كَانُواْ لِيُؤۡمِنُواْ بِمَا كَذَّبُواْ مِن قَبۡلُۚ كَذَٰلِكَ يَطۡبَعُ ٱللَّهُ عَلَىٰ قُلُوبِ ٱلۡكَٰفِرِينَ
Yeh qaumein jinke qissey hum tumhein suna rahey hain (tumhare saamne misaal mein maujood hain). Unke Rasool unke paas khuli khuli nihsnaiyan lekar aaye, magar jis cheez ko woh ek dafa jhutla chuke thay phir usey woh maanne waley na thay. Dekho is tarah hum munkireen e haqq ke dilon par mohar laga dete hain