Surah Al-Araf Verse 101 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Arafتِلۡكَ ٱلۡقُرَىٰ نَقُصُّ عَلَيۡكَ مِنۡ أَنۢبَآئِهَاۚ وَلَقَدۡ جَآءَتۡهُمۡ رُسُلُهُم بِٱلۡبَيِّنَٰتِ فَمَا كَانُواْ لِيُؤۡمِنُواْ بِمَا كَذَّبُواْ مِن قَبۡلُۚ كَذَٰلِكَ يَطۡبَعُ ٱللَّهُ عَلَىٰ قُلُوبِ ٱلۡكَٰفِرِينَ
un bastiyo ke kuch kuch qisse hum aap se bayaan kar rahe hai aur un sab ke paas un ke paighambar maujezaath le kar aaye, phir jis cheez ko unhone ibteda mein jhota keh diya ye baath na hoyi ke phir us ko maan lete, Allah ta’ala isi tarah kaafiro ke dilo par bandh laga deta hai