Surah Al-Araf Verse 129 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Arafقَالُوٓاْ أُوذِينَا مِن قَبۡلِ أَن تَأۡتِيَنَا وَمِنۢ بَعۡدِ مَا جِئۡتَنَاۚ قَالَ عَسَىٰ رَبُّكُمۡ أَن يُهۡلِكَ عَدُوَّكُمۡ وَيَسۡتَخۡلِفَكُمۡ فِي ٱلۡأَرۡضِ فَيَنظُرَ كَيۡفَ تَعۡمَلُونَ
khaum ke log kehne lage ke hum to hamesha musibath hee mein rahe, aap ki tashreef aawari se qabl bhi aur aap ki tashreef aawari ke baadh bhi, Mosa ne farmaaya bahuth jald Allah tumhaare dushman ko halaak kar dega aur ba-jaaye un ke tum ko is sar-zameen ka qalifa bana dega, phir tumhaara tarz amal dekhega