Surah Al-Araf Verse 142 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Araf۞وَوَٰعَدۡنَا مُوسَىٰ ثَلَٰثِينَ لَيۡلَةٗ وَأَتۡمَمۡنَٰهَا بِعَشۡرٖ فَتَمَّ مِيقَٰتُ رَبِّهِۦٓ أَرۡبَعِينَ لَيۡلَةٗۚ وَقَالَ مُوسَىٰ لِأَخِيهِ هَٰرُونَ ٱخۡلُفۡنِي فِي قَوۡمِي وَأَصۡلِحۡ وَلَا تَتَّبِعۡ سَبِيلَ ٱلۡمُفۡسِدِينَ
aur hum ne Mosa se tees raatho ka waada kiya aur das raath mazeedh se un tees raatho ko pora kiya, so un ke parvardigaar ka waqt pore chaalees raath ka ho gaya aur Mosa(alaihissalaam) ne apne bhai Haroon(alaihissalaam) se kaha ke mere baadh un ka intezaam rakhna aur islaah karte rehna aur badh-nazm logo ki raaye par amal math karna