Surah Al-Araf Verse 148 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Arafوَٱتَّخَذَ قَوۡمُ مُوسَىٰ مِنۢ بَعۡدِهِۦ مِنۡ حُلِيِّهِمۡ عِجۡلٗا جَسَدٗا لَّهُۥ خُوَارٌۚ أَلَمۡ يَرَوۡاْ أَنَّهُۥ لَا يُكَلِّمُهُمۡ وَلَا يَهۡدِيهِمۡ سَبِيلًاۘ ٱتَّخَذُوهُ وَكَانُواْ ظَٰلِمِينَ
aur Mosa (alaihissalaam) ki khaum ne un ke baadh apne zewaro ka ek bachda maboodh tehra liya, jo ke ek qaalib16 tha jis mein ek awaaz thi, kya unhone ye na dekha ke wo un se baath nahi karta tha aur na un ko koyi raah batlaata tha, us ko unhone maboodh qaraar diya aur badi be-insaafi ka kaam kiya