Surah Al-Araf Verse 156 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Araf۞وَٱكۡتُبۡ لَنَا فِي هَٰذِهِ ٱلدُّنۡيَا حَسَنَةٗ وَفِي ٱلۡأٓخِرَةِ إِنَّا هُدۡنَآ إِلَيۡكَۚ قَالَ عَذَابِيٓ أُصِيبُ بِهِۦ مَنۡ أَشَآءُۖ وَرَحۡمَتِي وَسِعَتۡ كُلَّ شَيۡءٖۚ فَسَأَكۡتُبُهَا لِلَّذِينَ يَتَّقُونَ وَيُؤۡتُونَ ٱلزَّكَوٰةَ وَٱلَّذِينَ هُم بِـَٔايَٰتِنَا يُؤۡمِنُونَ
aur hum logo ke naam dunya mein bhi nek haali likh de aur aaqirath mein bhi hum teri taraf rujo karte hai, Allah ta’ala ne faramaaya ke main apna azaab osi par waaqe karta hoon jis par chaahta hoon aur meri rehmath tamaam ashya par muheeth hai, to wo rehmath un logo ke naam zaroor likhonga jo Allah se darte hai aur zakaath dete hai aur jo hamaari aayato par imaan laate hai