Surah Al-Araf Verse 156 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Araf۞وَٱكۡتُبۡ لَنَا فِي هَٰذِهِ ٱلدُّنۡيَا حَسَنَةٗ وَفِي ٱلۡأٓخِرَةِ إِنَّا هُدۡنَآ إِلَيۡكَۚ قَالَ عَذَابِيٓ أُصِيبُ بِهِۦ مَنۡ أَشَآءُۖ وَرَحۡمَتِي وَسِعَتۡ كُلَّ شَيۡءٖۚ فَسَأَكۡتُبُهَا لِلَّذِينَ يَتَّقُونَ وَيُؤۡتُونَ ٱلزَّكَوٰةَ وَٱلَّذِينَ هُم بِـَٔايَٰتِنَا يُؤۡمِنُونَ
Aur hamare liye is duniya ki bhalayi bhi likh dijiye aur aakhirat ki bhi, humne aapki taraf rujoo kar liya”. Jawab mein irshad hua “saza to main jisey chahta hoon deta hoon, magar meri rehmat har cheez par chayi hui hai. Aur usey main un logon ke haqq mein likhunga jo nafarmani se parheiz karenge, zakat denge aur meri aayat par iman layenge.”