Surah Al-Araf Verse 179 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Arafوَلَقَدۡ ذَرَأۡنَا لِجَهَنَّمَ كَثِيرٗا مِّنَ ٱلۡجِنِّ وَٱلۡإِنسِۖ لَهُمۡ قُلُوبٞ لَّا يَفۡقَهُونَ بِهَا وَلَهُمۡ أَعۡيُنٞ لَّا يُبۡصِرُونَ بِهَا وَلَهُمۡ ءَاذَانٞ لَّا يَسۡمَعُونَ بِهَآۚ أُوْلَـٰٓئِكَ كَٱلۡأَنۡعَٰمِ بَلۡ هُمۡ أَضَلُّۚ أُوْلَـٰٓئِكَ هُمُ ٱلۡغَٰفِلُونَ
aur hum ne aise bahuth se jin aur insaan dozakh ke liye paida kiye jin ke dil aise hai jin se nahi samajhte aur jin ki aankhe aisi hai jin se nahi dekhte aur jin ke kaan aise hai jin se nahi sunte, ye log chaupaayo ki tarah hai balke un se bhi zyaada gumraah hai, yahi log ghaafil hai