Surah Al-Araf Verse 188 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Arafقُل لَّآ أَمۡلِكُ لِنَفۡسِي نَفۡعٗا وَلَا ضَرًّا إِلَّا مَا شَآءَ ٱللَّهُۚ وَلَوۡ كُنتُ أَعۡلَمُ ٱلۡغَيۡبَ لَٱسۡتَكۡثَرۡتُ مِنَ ٱلۡخَيۡرِ وَمَا مَسَّنِيَ ٱلسُّوٓءُۚ إِنۡ أَنَا۠ إِلَّا نَذِيرٞ وَبَشِيرٞ لِّقَوۡمٖ يُؤۡمِنُونَ
aap farma di jiye ke main khud apni zaate qaas ke liye kisi nafa eqtiyaar nahi rakhta aur na kisi zarar ka magar utna hee, ke jitna Allah ne chaaha ho, aur agar mein ghayb ki baatein jaanta hota to main bahuth se munaafe haasil kar leta aur koyi nuqsaan mujh ko na pahonchta, main to mahez daraane waala aur bashaarath dene waala hoon, un logo ko jo imaan rakhte hai