Surah Al-Araf Verse 189 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Araf۞هُوَ ٱلَّذِي خَلَقَكُم مِّن نَّفۡسٖ وَٰحِدَةٖ وَجَعَلَ مِنۡهَا زَوۡجَهَا لِيَسۡكُنَ إِلَيۡهَاۖ فَلَمَّا تَغَشَّىٰهَا حَمَلَتۡ حَمۡلًا خَفِيفٗا فَمَرَّتۡ بِهِۦۖ فَلَمَّآ أَثۡقَلَت دَّعَوَا ٱللَّهَ رَبَّهُمَا لَئِنۡ ءَاتَيۡتَنَا صَٰلِحٗا لَّنَكُونَنَّ مِنَ ٱلشَّـٰكِرِينَ
wo Allah ta’ala aisa hai jis ne tum ko ek ta-ne waahed se paida kiya aur osi se us ka joda banaya, ta ke wo us apne jode se uns28 haasil kare, phir jab miya ne biwi se qurbath ki to us ko hamal reh gaya halka sa, so wo us ke liye hoye chalti phirti rahi, phir jab wo bojhal ho gayi to duno miya biwi Allah se jo un ka maalik hai dua karne lage ke agar tu ne hum ko sahih saalim aulad de di to hum qoob shukr guzaari karenge