Surah Al-Araf Verse 203 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Arafوَإِذَا لَمۡ تَأۡتِهِم بِـَٔايَةٖ قَالُواْ لَوۡلَا ٱجۡتَبَيۡتَهَاۚ قُلۡ إِنَّمَآ أَتَّبِعُ مَا يُوحَىٰٓ إِلَيَّ مِن رَّبِّيۚ هَٰذَا بَصَآئِرُ مِن رَّبِّكُمۡ وَهُدٗى وَرَحۡمَةٞ لِّقَوۡمٖ يُؤۡمِنُونَ
aur jab aap koyi maujeza un ke saamne zaaher nahi karte to wo log kehte hai ke aap ye maujeza kyo na laaye? aap farma di jiye! ke main us ka itteba karta hoon jo mujh par mere rab ki taraf se hukm bheja gaya hai, ye goya bahuth si dalile hai tumhaare rab ki taraf se aur hidaayath aur rehmath hai un logo ke liye jo imaan rakhte hai