Surah Al-Araf Verse 22 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Arafفَدَلَّىٰهُمَا بِغُرُورٖۚ فَلَمَّا ذَاقَا ٱلشَّجَرَةَ بَدَتۡ لَهُمَا سَوۡءَٰتُهُمَا وَطَفِقَا يَخۡصِفَانِ عَلَيۡهِمَا مِن وَرَقِ ٱلۡجَنَّةِۖ وَنَادَىٰهُمَا رَبُّهُمَآ أَلَمۡ أَنۡهَكُمَا عَن تِلۡكُمَا ٱلشَّجَرَةِ وَأَقُل لَّكُمَآ إِنَّ ٱلشَّيۡطَٰنَ لَكُمَا عَدُوّٞ مُّبِينٞ
so un duno ko fareb se niche le aaya, pas un duno ne jab daraqt ko chaka,duno ki sharam gaahe ek dosre ke ru-baro be-parda ho gayi aur duno apne upar jannat ke patte jod jod kar rakhne lage, aur un ke rab ne un ko pukaara kya main tum duno ko is daraqth se mana na kar chuka tha aur ye na keh chuka ke shaitaan tumhaara sarih dushman hai