Surah Al-Araf Verse 28 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Arafوَإِذَا فَعَلُواْ فَٰحِشَةٗ قَالُواْ وَجَدۡنَا عَلَيۡهَآ ءَابَآءَنَا وَٱللَّهُ أَمَرَنَا بِهَاۗ قُلۡ إِنَّ ٱللَّهَ لَا يَأۡمُرُ بِٱلۡفَحۡشَآءِۖ أَتَقُولُونَ عَلَى ٱللَّهِ مَا لَا تَعۡلَمُونَ
aur wo log jab koyi fahesh kaam karte hai to kehte hai ke hum ne apne baap dada ko isi tareeq par paaya hai aur Allah ne bhi hum ko yahi bataaya hai, aap keh di jiye ke Allah ta’ala fahesh baath ki taleem nahi deta, kya Allah ke zimme aisi baath lagaate ho jis ki tum sanadh nahi rakhte