Surah Al-Araf Verse 32 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Arafقُلۡ مَنۡ حَرَّمَ زِينَةَ ٱللَّهِ ٱلَّتِيٓ أَخۡرَجَ لِعِبَادِهِۦ وَٱلطَّيِّبَٰتِ مِنَ ٱلرِّزۡقِۚ قُلۡ هِيَ لِلَّذِينَ ءَامَنُواْ فِي ٱلۡحَيَوٰةِ ٱلدُّنۡيَا خَالِصَةٗ يَوۡمَ ٱلۡقِيَٰمَةِۗ كَذَٰلِكَ نُفَصِّلُ ٱلۡأٓيَٰتِ لِقَوۡمٖ يَعۡلَمُونَ
(Aey Muhammad), Insey kaho kisne Allah ki us zeenat ko haraam kardiya jisey Allah ne apne bandon ke liye nikala tha aur kisne khuda ki bakshi hui paak cheezein mamnu (forbidden) kardi? Kaho, yeh saari cheezein duniya ki zindagi mein bhi iman laney walon ke liye hain, aur qayamat ke roz to khaalisatan unhi ke liye hongi. Is tarah hum apni baatein saaf saaf bayaan karte hain un logon ke liye jo ilm rakhne waley hain